Sunday 27 January 2013

Muskurahat tumhari sabdhon mein bayan nahi kari jaa sakti,
khubsurati tumhari likhawat mein nahi samjhai jaa sakti,
sharma gaya aaina bhi aur uske sharmane ki wajah yuhi nahi batai jaa sakti.

No comments:

Post a Comment